Purana budmaash ki saza
Apni jawani mai Sajal har kissim ki bukaarya kari. Chori, chakari - kuch arsay jail mai raha. Buhat dafa katsl karnay ki saza milne vaali thi magar buch gaya kissi na kiss vajah se. Apni aadato se kuch sudhar gaya, shaadi karli. apnay bivi bachon k saath ek flat mai rehta thaa. Apni zindagi buhat dushman bhi banai huwai thay, unn se buhat dara hua thaa. Har zamanay k saath nai badmaash or ghunday paida hotay. Jis mohalay mai Sajal boora ho gaya thaa, bimaar bhi rehnay laga thaa. Ek maana hua ghunda rehta Ardish vahirehta. Usne mohalai ko apna adda banakar rakha hua thaa. Ardish ki nazar Sajal ki jawan beti Nahid par thi. buhat khoobsoorat thi. Ardish ek din gaya Sajal k flat par darvaza peeta. Darvazai k doosri taraf avaaz aati hai "Kon?" Reshma (Sajal biwi) Ardish batata hai. "Kiss lye ai ho?" Reshma poochti "Nahid ko lainai" Ardish kehta "Dafa ho jao" Reshma kehti "Acha,phir aonga"Ardish kehta hai Chup k se darvaza khul jaata ha...